Follow us

HOW TO DOWNLOAD MARKSHEET IN DIGILOCKER

HOW TO DOWNLOAD MARKSHEET IN DIGILOCKER :



DIGILOCKER SE MARKSHEET KAISE DOWNLOAD KARE :- 
digolocker ek aesa goverment  application h jiski mdad se hum apne aadhar card , ration card , jan aadhar card , pan card , 10th,12th jesi anya docoment ko one click me download kr skte h digilocker app ko doenload krne k liy sabse pehle aapko playstore per search krna h Digilocker uske baad me aapko samne kuchh es prakar ka interface dekhne k liye milega

aapko digilocker ko install kr lena h uske baad me aapko Get Started button pr click kr dena h or aapko digilocker aaplication per apna ek account creat kr lena h account krne k liye usme apna name dob mobile number jesi infomation ko aapko fill krna h


or uske baad aapke mobile per otp aayega usko aapko submit kr dena h uske baad digilocker per aapka account banker  ready ho jayega 


 aapko jo bhi aap apna document download krna chahte h usko aapko search baar me dal dena h or uske baad fir aapko jese ki aapko marksheet download krna h to search baar me marksheet dal dena h or uske baad aapko  marksheet option ko select krke uper diye gaye screenshot k anusar aapko roll nomber , year , name ,father name  etc. detail ko fill kr lena h uske baad aapko get document per click kr dena h eske baad aap 3 dot peer click  krke apni marksheet downlaod kr skte h






Post a Comment

0 Comments