How to Remove Photo Background in One Click :-
kisi bhi photo ya image ka bakground remove krne k liye sabse pehle aapko ek aaplication ki jarurat padegi sabse pehle aapko apne mobile ke playstore me jaker search krna h adobe express graphic Design itna search krna h
uske baad me uper diye gya screenshot me jo application dikh rha h usko aapko select kr lena h or es application ko aapko download kr lena h download krne k baad aapke samne kuvhh es prakar ka interface dekhne k liye aayega
adobe express application ko open krke k baad aapko esme new account krna hota h jisme aap apna account facebook,google,ya email se bhi apna account create kr skte h aapko adobe express per apna ek account create kr lena h
adobe express per account create hone ke baad aapko continue button per click kr dena or uske baad uper diye gaye teer k nisan 3 dot per click kr dena h
gallery me se image select krne k baad kuchh second loading lega or aapka iamge watermark iamge banker ready ho jayega uske baad aapko save button per click krke save image ko save kr lena h es prakar aap kisi bhi image ka background bade aasani se kuchh second me change kr skte h
0 Comments